Sunday 28 February 2016

Tribute to GHAZI_MUMTAZ_QADRI


 Ehad-e-wafa kiya khoob nibhaya Tu ne, 
Shama-e-Ishq ko phr se jalaya Tu ne, 
Gustakh-e-Rasool(SAW) ki saza,sar tan se juda, 
Dunia ko phr aik baar Bataya Tu ne,
 Na-waqif hone lage thy muhabat se log, 
Sabaq Ishaq ka khoob parhaya Tu ne, 
Khiza'n raseeda hone laga tha chaman ye,
 aaee'n waqat pr khushbu se mehkaya Tu ne, 
Mudaton rahen ge ye qissy Teri Jurrat ke, 
Dekh kar phanda, naarra-e-ishq lagaya Tu ne,
"Shaheen" ha madah-khaw'an tera us din se,
 Jab se aik shetaan ko maar giraya Tu ne, 
Muhammad Iqbal Shaheen

Qitah

kuch es liye bhi darta hon qarib ane se,
k phr bicharna dushwar ho jata ha,
nahi smjhta ye dil to bacha ha,
or bachy ko parai chez se bi pyar ho jata ha,
mein hon buzdil k ruswai se darta hon,
aor aashiq to ruswa sar-e-bazaar ho jata ha,
“shaheen” nigahen to ab chura k guzarta hon,
ahh! Bebasi, k khawab me didar ho jata ha,

Ghazal

Zakhmon pe ab marham lagaa na leen,
ye jaan bhi ab us pe lutaa na leen,
Ehad jo kiya tha roz-e-azal un se,
sochta hon ab use nibhaa na leen,
ek mudat se tarap rahi han ye ankhen,
kar deed ka ab koi taqaza na leen,
Andhera bohat ha tere may-khany me saqi,
kaho to ham dil apna jalaa na leen,
wafa ha kul ponji, ese bech kar “shaheen”
ham hbi ab gharib-khana sajaa na leen,,